People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 4 *

Pakdo Na Haath Mora
Singer: Asha Bhosle
Music: Bulo C Rani
Lyricist: Shevan Rizvi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Madame-Zorro/Pakdo-Na-Haath-Mora/MQBaCRhJAgI
Video:
pakdo na hath mora chhod mori baiya
sharam ke mare mai to mar jau saiya
pakdo na hath mora chhod mori baiya
sharam ke mare mai to mar jau saiya

pyar ki kha lo kasam dhokha doge na balam
pehle ikraar karo yu na takrar karo
varna mai dur bhali lo chali mai to chali
lo chali mai to chali mai to chali mai to chali
pakdo na hath mora chhod mori baiya
sharam ke mare mai to mar jau saiya

mera aanchal na chhuo udta badal na chhuo
apni nazaro se kaho apni had se na badho
varna mai dur bhali lo chali mai to chali
lo chali mai to chali mai to chali mai to chali
pakdo na hath mora chhod mori baiya
sharam ke mare mai to mari jau saiya

dekh ke kali ghata dil mera jhum utha
magar aaye sharam mujhko chhedo na sanam
varna mai dur bhali lo chali mai to chali
lo chali mai to chali mai to chali mai to chali
pakdo na hath mora chhod mori baiya
sharam ke mare mai to mari jau saiya
sharam ke mare mai to mari jau saiya
Hum Dono Deewane
Music: Bulo C Rani
Lyricist: Shevan Rizvi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Madame-Zorro/Hum-Dono-Diwane/CAlYCA1pAwc
Video:
hum dono diwane hum dono mastane
jab chalenge sab jalenge dekh ke raho me
hum dono diwane hum dono mastane
jab chalenge sab jalenge dekh ke raho me

o zalim kyu tadpata hai kyu kabhi kabhi thukrata hai
ha maza isi me aata hai kyu dil pe tir chlata hai
kyu meri gali me aata hai ha maza isi me aata hai
hum dono diwane hum dono mastane
jab chalenge sab jalenge dekh ke raho me

jab thandi hawa lehrati hai meri rat ki nind ud jati hai
ha pyar yahi kahlata hai kyu khali gal bazata hai
kyu tum bhi shor machata hai ha maza isi me aata hai
hum dono diwane hum dono mastane
jab chalenge sab jalenge dekh ke raho me

mai pyar me khoya rahta hu
aur din bhar soya rahta hu
ha pyar yahi kahlata hai
kyu dil me aag lagata hai
kyu tum bhi pyar jatata hai
hum dono diwane hum dono mastane
jab chalenge sab jalenge dekh ke raho me
Hum Bhi Kho Gaye
Music: Bulo C Rani
Lyricist: Shevan Rizvi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Madame-Zorro/Hum-Bhi-Kho-Gaye-Hain/FSojdBt8GkI
Video:
hum bhi kho gaye hain, dil bhi kho gaya hai
kahte hain pyar jisko shayad woh ho gaya hai
hum bhi kho gaye hain, dil bhi kho gaya hai
kahte hain pyar jisko shayad woh ho gaya hai
hum bhi kho gaye hain

dil humko dhundhata hain, hum dil ko dhundhate hain
manjil pe hum khade hain, manjil ko dhundhate hain

kya chij hai mohabbat samjhega kya zamana
itni si hai kahani itna sa hai fasana

Dil Hoga Toh Mil Jayenge Dilbar
Music: Bulo C Rani
Lyricist: Shevan Rizvi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Madame-Zorro/Dil-Hoga-To-Mil-Jayenge-Dildar/MyZdQBAJUgY
Video:
dil hoga to mil jayenge dildar hazaro
dil ke hai zamane me khariddar hazaro
dil hoga to mil jayenge dildar hazaro
dil ke hai zamane me khariddar hazaro

humne to bujargo se yahi bat suni hai
jo dur hasino se rahe wahi guni hai
pathar ka dil inka hai to lohe ka jigar hai
shishe ko bhi jo tod de wo inki nazar hai
dil me hai wafa inke na aankho me mohabbat hai
hoti hai hasino me nazakat ki nazakat
sangin the itne hum ke ab kuch nahi kahte
ab ishq me bekar ke gam hum nahi sahte
dil hoga to mil jayenge dildar hazaro
dil ke hai zamane me khariddar hazaro

tarif ki mashhur kitabo me likha hai
ek husn se jisne bhi yaha pyar kiya hai
bedard zamane ne use dard diya hai
pralaad bacha hai na mahiwal bacha hai
wo kahi raha kaid mohabbat ki zagal me
aur katal huya romiyo sahab ka chaman me
hum isliye ishq me rote nahi din rat
rakhte hai zamane se juda apne khayalat
dil hoga to mil jayenge dildar hazaro
dil ke hai zamane me khariddar hazaro

laila ji huyi bechal uljhe huye gesu
wo shok migaho se baraste huye jadu
jo ek nazar dekh le duniya se gujar jaye
jo maut se marte hai wo bhi bemaut hi mar jaye
mar jaye to koi mar jaye inki bala se
beraham hai aise darte khuda bhi
ye husn pe jo itraye huye hai
hum bhi na jhukenge ke kasam khaye huye hai
dil hoga to mil jayenge dildar hazaro
dil ke hai zamane me khariddar hazaro